By Kishore Kumar
[B] Aap Ke Anu [C#] rodh [B] Pe
[B] main yeh geet sunata hoon
[B] Main yeh geet sunata hoon
[G#m] Apne dil ki [F#] baaton se
[B] aap ka dil beh [F#] lata [B] hoon
[B] Aap ke anu [C#] rodh [B] pe
[B] Mat poochho auron [F#] ke dukh mein
[F#] Yeh prem kavi kyon [B] rota hai
[B] Bas chot kisi ko lagti hai
Aur [C#] dard kisi ko [B] hota hai
[G#m] Door kahin koi [F#] darpan toote
[B] Tadap ke main reh [F#] jaata [B] hoon
[B] Aap Ke Anu [C#] rodh [B] Pe
[B] main yeh geet sunata hoon
[B] Main yeh geet sunata hoon
Ta [C#] reef main jiski [B] karta hoon
Ta [C#] reef main jiski [B] karta hoon
Kya [F#] roop hai woh kya [B] khushbu hai
[B] Kuchh baat nahi aisi koi
Yeh [C#] ek suron ka [B] jaadu hai
[G#m] Koyal ki ek [F#] kook se sabke
[B] Dil man mein hook [F#] uthata [B] hoon
[B] Aap Ke Anu [C#] rodh [B] Pe
[B] main yeh geet sunata hoon
[B] Main yeh geet sunata hoon
[B] Main pehne phirta [F#] hoon jo
Woh [F#] zanjeerein kaise [B] banti hain
[B] Yeh bhed bata doon geeton mein
[C#] Tasveerein kaise [B] banti hain
[G#m] Sundar honthon [F#] ki laali se
[B] Main rang roop [F#] churata [B] hoon
[B] Aap Ke Anu [C#] rodh [B] Pe
[B] main yeh geet sunata hoon
[B] Main yeh geet sunata hoon