Raat Ke Humsafar

By Asha Bhosle and Mohammed Rafi

[Cm] [Bb] [Cm] [Fm]
Raat ke humsafar, thak ke ghar ko chale
[Bb] [Eb] [G] [Cm]
Joomti aa rahi, hai subah pyaar ki
[Cm] [Bb] [Cm] [Fm]
Dekh kar samne roop ki roshni
[Bb] [Eb] [G] [Cm]
Phir looti ja rahi, hai subah pyaar ki

[Fm] [Db] [Bb] [Cm]
Sonewalon ko hutkar jagaana bhi hai
[Fm] [Db] [Bb] [Cm]
Raat ke jagaton ko sulana bhi hai
[Cm] [Ab] [Eb] [Cm]
Deti hai jaagne ki sada saath hi
[Cm] [Bb] [Ab] [Cm]
Loriyan ga rahi hain, subah pyaar ki
[Cm] [Bb]
Raat ke humsafar…

[Fm] [Db] [Bb] [Cm]
Raat ne pyaar ke jam bhar kar diye
[Fm] [Db] [Bb] [Cm]
Ankhon ankhon se jo maine tumne piye
[Cm] [Ab] [Eb] [Cm]
Hosh to ab talak jaake laute nahin
[Cm] [Bb] [Ab] [Cm]
Aur kya la rahi hai, subah pyaar ki
[Cm] [Bb]
Raat ke humsafar…

[Fm] [Db] [Bb] [Cm]
Kya kya wade huye, kis ne khayi kasam
[Fm] [Db] [Bb] [Cm]
Is nayi raah par, humne rakhe kadam
[Cm] [Ab] [Eb] [Cm]
Chup saka pyaar kab hum chupaye to kya
[Cm] [Bb] [Ab] [Cm]
Sab samaj pa rahi hain, subah pyaar ki
[Cm] [Bb]
Raat ke humsafar…

Previous Article

Raah Me Unse Mulakaat Ho Gayi

Next Article

Rim Jhim Rim Jhim

Write a Comment

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *