By Asha Bhosle and Kishore Kumar
[Em] [C] [D] [G]
Tu tu hai wohi dil ne jise apna kaha
[Em] [D]
Tu hai jahaan main hoon vahaan
[B7] [E]
Ab to ye jeena tere bin hai saza
[Am]
Ho mil jaaye is tarah
[G]
Do leharen jis tarah
[Em] [D]
Phir ho na juda
[D] [Em]
Haan ye vaada raha
[Em] [D] [Em]
Main aawaz hun to tu hai geet mera
[Em] [D] [Em]
Jahaan se niraala manmeet mera
[Am]
Ho mil jaaye is tarah….
[Em] [D] [Em]
Kisi mod pe bhi na ye saath chute
[Em] [D] [Em]
Mere haath se tera daaman na chhute
[Em] [D] [Em]
Kabhi khwab mai bhi tu muzse na ruthe
[Em] [D] [Em]
Mere pyaar ki koi khushiyaan na loote
[Em] [D] [Em]
Kabhi zindagi mein pade mushkilein to
[Em] [D] [Em]
Mujhe tu sambhale tuze mai sambhalun
[Em] [D] [Em]
Tuze main jaha ki nazar se chura loon
[Em] [D] [Em]
Kahi dil ke kone me tuzko bitha doon
[Am]
Ho mil jaaye is tarah
[G]
Do leharen jis tarah
[Em] [D]
Phir ho na juda
[D] [Em]
Haan ye vaada raha