[A#] … [F] .. [A] Haan, [Dm] haan [C]
[A#] Dekho, dekho, kaisi baatein yahan ki
[F] Hain saath par, hain saath naa bhi
[A] Kya itni aasaan [Dm] hai? [C]
[A#] Dekho, dekho, jaise mere iraade
[F] Waise kahaan tere yahan the
[A] Haan, kitni naadan [Dm] main [C]
Mere [A#] husn ke ilaawa kabhi
[F] dil bhi maang [C] lo Naa
Haaye, [A#] pal mein main pighal jaaun, [C] haan
Ab [A#] aisa na karo ki dil [C] jud na paye wapis
Teri [A#] baaton se bikhar jaaun, [C] haan
[A#] Maana zamana hai diwaana
[F] Isliye tune naa jaana
[A] Tere liye main kaafi [Dm] hun [C]
[A#] Dekho, dekho, yeh zamane se thak kar
[F] Aate ho kyun maasoom ban kar?
[A] Tere liye main kya hi [Dm] hun? [C]
Phir [A#] aate kyu yahan karne
[F] aankhon mein ho [C] baarish?
Ab [A#] aaye to thehar jaao [C] naa
Aur [A#] ucho na zara mere [C] din kе bare me bhi
Bas [A#] itne mеin sambhal jaaun, [C] haan
Haan, [A#] ek din kabhi [Dm] koi
Jab bhi [A#] padhe kahani [Dm] Teri
Lagta [A] mujhe mere naam [Dm] ka
Zikr [A#] kahin bhi hoga [C] nahin
[F] Haan, main [Dm] yahin
Meri ye [A#] aankhon me, aankhon me to [C] dekho
Dekho, yeh [F] dil ka haal kya
Honthon se [Dm] hota naa byaan
Meri yeh [A#] aankhon me, aankhon me to [C] dekho
Kaisa [F] naseeb hai mera
Milke bhi na [Dm] mujhe mila
Meri yeh [A#] aankhon me, aankhon me to [C] dekho
Teri [F] adhoori si wafa
Maangu, main [Dm] maangu aur naa
Meri yeh [A#] aankhon me aankhon me to [C] dekho
[A#] Dekho, dekho, kaisi kheenchi lakeerein
[F] Chahe bhi dil toh bhi naa jeete
[A] Main iss daud mein [Dm] nahi [C]
[A#] Dekho, dekho, kaisi baatein yahan ki
[F] Baatein yahi dekhun jahan bhi
[A] Main iss daur se [Dm] nahin