By Asim Azhar and Momina Mustehsan
[B] [G#m]
Baatein teri karte hue
[C#m] [F#]
Thak ke so jaati hoon sirhaane aasmaan
[B] [G#m]
Jaane kahaan mud jaati hain
[C#m] [F#]
Dekhte dekhte tujhe ye galiyan
[B] [E]
Teri tarah khushbu chale..
[C#m] [F#]
Taare hamari tarah raaton se mile
[C#m] [F#] [B]
Suni naheen zamaane ne teri meri kahaaniyan
[C#m] [F#] [B]
Karde koyi nawaazishen karam mehrbaniyan
[G#m] [F#] [E]
Yeh aarzu thi ki dekhe ye duniya
[C#m] [F#]
Ham jaisa koi deewaana hi naheen
[C#m] [F#] [B]
Karde koyi nawaazishen karam mehrbaaniyaan
[G#m] [B]
Raat andheri mein chhup rahe the
[C#m] [F#]
Gum ek sawera dhoond rahe the
[G#m] [B]
Sadiyon se jaise jaag rahe the
[C#m] [F#] [B]
Pyar ko apne dhaanp rahe the
[G#m]
Phir gir pade
[C#m] [F#]
Koyi mila naa sahaara kya kare
[C#m] [F#] [B] [D#m]
Suni nahi zamaane ne teri meri kahaaniyaan
[E] [F#] [G#m] [B]
Tera woh pyaar yaad aayega
[E] [F#] [G#m] [B]
Bhoolega naa ye dil mera
[C#m] [D#m] [E] [F#]
Kya ho gaya socha na tha
[E] [C#m] [B] [D#m] [G#m]
Tera woh pyar, Tera woh pyar
[E] [C#m] [B] [E]
Tera woh pyar, Tera woh pyar
[B] [G#m]
Teri woh khamoshiyaan
[E] [F#] [G#m] [E] [B]
Kah deti theen woh sabhi jo tu nah kah saki
[B] [G#m]
Kaise bataati tujhe
[E] E
Sharmaati thi main jaise
[B]
Aanchal mein jalta diya
[C#m] [D#m] [C#m] [F#]
Khoye kahaan mujh ko bataa…
[E] [F#] [D#m] [G#m]
Tera woh pyaar yaad aayega
[E] [F#] [D#m] [G#m]
Bhoolega nah yeh dil mera
[C#m] [F#] [G#m]
Tera woh pyaar yaad aayega
[C#m] [F#] [G#m]
Bhoolega nah yeh dil mera
[C#m] [D#m] [E] [F#]
Kya ho gaya socha na tha
[E] [B] [C#m] [B]
Ohoo hooo hoo oo Ohoo hooo