Chaand Taare Tod Laun

By Abhijeet Bhattacharya

[G] [D] [G] [F]
Chand taare tod laoon
[G] [D] [G] [F]
Saari duniya par mai chhaoo
[C] [F] [D] [Bb]
Bas itna sa khwaab hai hai
[C] [F] [D]
Bas itna sa khwaab hai hai

[G]
Yaar tu bhi sun jara
[G]
Aaraju meri hai kya
[F] [C] [G]
Mai kya ban ja na chahata hoon
[G]
Main kahan kharab hoon
[G]
Main to laajawab hoon
[F] [C] [G]
Mai ye manwa na chaha ta hoo
[Am] [F]
Maan jaa ae khuda
[D] [F]
Itnisi hai dua
[C] [F] [D] [Bb]
Mai ban jaoon sabse bada.

[G] [D] [G] [F]
Mere pichhe mere aage
[G] [D] [G] [F]
Haath jode duniya bhage
[C] [F] [D] [Bb]
Bas itna sa khwaab hai.
[C] [F] [D]
Bas itna sa khwaab hai hai

[G]
Shaan Se Rahoon Sada
[G]
Mujhpe Log Hon Fida
[F] [C] [G]
Haseenayein Bhi Dil Hon Khoti
[G]
Dil Ka Ye Kamal Khile
[G]
Sone Ka Mahal Mile
[F] [C] [G]
Barasne Lage Heerein Moti
[Am] [F]
Maan jaa ae khuda
[D] [F]
Itnisi hai dua
[C] [F] [D] [Bb]
Main Jyaada Nahin Maangta

[G] [D] [G] [F]
Saari Daulat Saari Taakat
[G] [D] [G] [F]
Saari Duniya Par Hukoomat
[C] [F] [D] [Bb]
Bas itna sa khwaab hai.
[C] [F] [D]
Bas itna sa khwaab hai hai

Previous Article

Chaand Sifarish Jo Karta Hamari

Write a Comment

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *