By Abhijeet Bhattacharya and Alka Yagnik
[E] Tauba tumhare yeh ishare
[E] Hum to deewane hain tumhare
[E] Raaz yeh [A] kaise [B] khol [E] rahi ho
Tum aan [C#m] khon se [B] bol [E] rahi ho
[F#m] Jaadu aate hain tumko [E] saare
[E] Tauba tumhare yeh ishare
[E] Hum to deewane hain tumhare
[E] Chhoo [A] lete ho [B] taar jo [E] dil ke
[E] Tum hi [C#m] batao [B] tum se [E] mil ke
[F#m] Jaan-o-dil koi kyun na [E] haare
[E] Jism damakta [F#] jaadu [E] jaadu
[E] Zulf ghaneri [F#] khushboo [E] khushboo
[D] Saansein hamaari [A] mehki mehki
Nazrein [B] tumhari behki [E] behki
[E] Tumhara badan hai jaise [B] chaman
[F#m] Hosh udaa de yeh [E] nazaare
[E] Tauba tumhare yeh ishare…
[E] Koi nasha hai [F#] chhalka [E] chhalka
[E] Hosh bacha hai [F#] halka [E] halka
[D] Hum hain jaise [A] khoye khoye
Jaage [B] lekin soye [E] soye
[E] Machalti raho pighalti [B] raho
[F#m] Baahon ke ghere mein [E] hamaare
[E] Tauba tumhare yeh ishare…