Mana Ke Hum Yaar Nahi

By Parineeti Chopra

Maana ke hum [G#] yaar nahin
Lo tay hai ke [C#] pyaar nahi.. [A#m]
Phir bhi [Fm] nazre na tum [C#] milana
Dil ka [D#] aitbaar [G#] nahi

Mana ke hum [G#] yaar nahi..

[G#] Raaste mein [C#] jo milo toh
[D#] Haath milaane [G#] ruk jaana
[G#] Saath mein koi [C#] ho tumhare
[D#] Door se hi tum [G#] muskaana
Lekin [G#] muskaan ho aisi
Ki jisme [C#] ikraar nahi.. [A#m]
Nazron se na [Fm] karna tum [C#] bayaan
Woh jise [D#] inkaar [G#] nahi

Mana ke hum [G#] yaar nahi..

[G#] Phool jo band hai [C#] panno me
Tum [D#] usko dhool [G#] bana dena
[G#] Baat chhide jo [C#] meri kahin
Tum [D#] usko bhool [G#] bataa dena
Lekin [G#] wo bhool ho aisi
Jis?se [C#] bezaar nahin.. [A#m]
Tu jo [Fm] soye toh meri [C#] tarah
Ik pal ko bhi [D#] karaar [G#] nahin

Mana ke hum [G#] yaar nahi..

Previous Article

Main Ek Chor

Next Article

Manwa Laage

Write a Comment

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *