[F] Nayi nahi hai ye [A#] baatein wahi
[F] Fir is mod par hum [C] mile hai
[F] Na jaane abb milenge [A#] hum kabhi
[F] To ruk jaao ik pal [C] yaha pe
[F] Ye naram chaadaron ki [A#] silwate
[F] Tujhe abhi bula [C] rahi hai
[F] Na jaao durr inse [A#] yeh kahe
Ye [F] sukoon kaha pe hai [C] haasil?
Dil ko [A#] mere yeh hai [Am] pata
Ke milo [Dm] ka ye faas [F] la hai
Alag Aa [A#] smaan bhi hai to [C] kya?
Ye dil na [F] maane [C]

[F] Ye gaadiyo ki aisi [A#] daud sa
[F] Tera bhi dil daud [C] ta hai
[F] Haa ja rahe ho durr [A#] tum to kya?
[F] Me he to dil ka [C] musaafir

To ik baar [A#] fir tu haske [Am] zara
Dekh [Dm] le meri in [F] aankhon me
Me kaid kar lu [A#] har wo pal [C] tera
Teri ye [F] baatein
Jo [C] hai
Toh or [A#] kya hai ye [C] baatein [F] bta?
Kyu ab [A#] din bhi dhalta
[F] nahi ye na [C] ho to?

[A#] Tum udhe ja [Am] rahe
Ye aasmaan me [Dm] khidkiyo se
dekh tu [F] pahaadon ko
yun chote se [A#] lage
Hai kitne [C] bade jo ho [F] saamne [Am]
[A#] Durr jo hai [Am] khade
Unhe bhi yeh [Dm] hamaari zindagi
yun titliy [F] on si chotichoti si [A#] lage
Hai kitni [C] badi nhi [F] jaante [Am]
[F] Khaali ghar [Am] tera
Yeh chaabiy [Dm] on ki goonj [F] aise
Tujhe dara [A#] rhi, tu darna [C] nahi
Me hu [F] yahi par [C]
[F] Ab Alag Aas [Am] maan hai
Aur hai [Dm] zameen bhi kuch [F] alag si
Par milogey jab [A#] kabhi,
to dekhna [C] tabhi
Me kuch alag [F] nahi [C]

Categorized in: